“Rizq k peeche apna emaan kharab na karo ,,
kyon k Rizq insan ko ese talaash karta hai jese Marney Wale
ko Maut”
Hazrat ali a.s
Aise shaks se bacho k jab tum us se baat karo to wo tumhe Pareshan kar de aur jab wo tum se baat kare to tumhe ghamgeen kar de
-Hazrat Ali As-
” Usay apna koi RAAZ na batao jis ka koi RAAZ tumharay paas na ho.”
Hazrat Imam Ali Ibn e Abi Talib As
Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or
Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat
Hai.
Hazrat ali a.s
“Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milne Par Logg
Badaltay Nahi, Balkay Be-Naqab Hote Hain.”
“Hazrat Ali (A.S)”
Moula Khush Rakhay Yali Madad Kehny walon ko.
Or Koi Gum na day sway game Hussain (A.S) k.
No comments:
Post a Comment